A poem on Independence day

Jan Gan Man

Aaj tiranga fehraayenge

Tan man dhan

Se iski seva mein lag jaayenge

Sab se achcha Sabse pyaara

Bharatbarsh hai Desh hamara

Aazad Bhagat Singh jaise veeron ne is dharti par Janam liya

Neta ji ne Aazad hind fauz ka is dharti par gathan Kiya

Gandhi ji ne andolan kiye

Mangal Pandey ne angrezon ke khilaaf Aawaz uthai

Goonj utha Aakash vande,Mataram ke naaron se

Rang gai dharti lahu se azadi ke deewanon ke

Tab jaakar hamne aazadi payi

Tab jaakar hamne aazadi payi

Jai Hind , Jai Bharat !

Join the Conversation

  1. anaahuss's avatar
  2. Unknown's avatar

3 Comments

Leave a comment

Design a site like this with WordPress.com
Get started